'Ekbaar paao feeshla, toh sab khatam.' 'Rajneeti mein Ram kitna anibaarya hain.' 'Seedhe raaste se jaao, aur kaachra fekh ke aao.' 'Duniya kahan se kahan pouch gaya, aur aap padhe hain aapni adarsh o ko leke.' 'Yeh Amrish Puri kab se Amol Palekar bann gaya.' 'Seedhe raaste ko namaste, tedhe medhe raaste ke hum hain faristey.' 'Aab aache din aanewale hain.'
'Humne bhi iske upar thoda research kiya hain.' Signal mein woh adarshbaadi purush ne apni scooter ko ROKA; par hari batti jwalne ke baad, kisne kisko THOKA ? Too much expenses for a medical operation ! Demonetization got implemented but the hospitals were accepting the old 500 rupees and 1000 rupees notes. Thodi si kya dhakka khaayi woh 'NANO'; paise ki kya mayajaal mein faash gaye tumlog, yeh tum hee log JAANO.
Naa hui 12% ki DHANPRAAPTI; kyon ki woh Fund Manager ke jeevan ka ho chuki thi SAMAAPTI. Sharad became the President of the committee. New scooter, new camera, new washing machine and a new pair of shoes ! What got burned into ashes ? The video of his speeches became viral. Who is the sponsor ? 'Party paisa deti nahi hain, hum se leti hain.' 'Ghar mein kya chupa ke raakhe hain.' The number, '786' is very lucky for Inspector Tamboli !
The suspicious mind chased all the lies with blackmailing and stealing. 'Subah se bada hee James Bond bann raha tha, par sutli bomb niklaa.' Ketaki did a shocking blunder ! Shubham got stunned, so, was Vaishali. Sharad was helpless in that moneytrap. 'Jiske karni aur kathani mein antar ho, usse kya kahete hain.'
He died in his sleep but no one knew the TALE; but, Mr. Sharad Gupchup was feeling scared after hearing the sound of a SQUIRREL. Karyakarta se baane ho netaa, garibon se loota hua paisa LEKE; saayed isse hee kahete hain bhagwan ka mayajaal, jaahaan diya usne paisa, ekdum "CHHAPPAD PHAAD KE".
No comments:
Post a Comment