Sunday, February 9, 2020

PATI PATNI AUR WOH !!!


'Ek hoti hain haqeekat, aur ek hoti hain kapol kalpana !' 'Aisa koi prashna nahi hain, jish ka uttar, Uttar Pradesh mein naa ho.' Top kiye ho Engineering mein ! PWD ka officer bhi bann gaye ! 'Aaram hee aaram'. Like a free bird in blue sky ! Furrh ! Furrh ! Lo bhaiya, tumhre pitaji ne tumhre liye ek pinjre ka intejaam kar hee liya hain. 'Humein sex karna bahut pasand hain.' Chaiwaali toh koi aur hee thi ! 'Agar virginity se aap ko dikkat naa ho, toh traffic release kar de.' 'Neha ki bahut yaad aa rahi hain.' Sometimes, ex-lovers do haunt in your heart, but, breakup means breakup, no looking back, just march forward only. 'Kaam kaisa chal raha hain !' Delhi mein aisa kya hain, joh ish Kanpur mein nahi hain ! 'Broadband ka taar loose tha na Fahim Bhai.'

'Yeh khusboo kahaan se aa rahi hain bey.' 'Premi bhi toh purush hee hotey hain'. Prem kaa doosra naam hain Tapasya. 'Aap toh bilkul Kanpuriya bann gayi.' Raymond shop got closed in Z Square but was open in Mega Mall. 'Yeh Rakesh Yadav kaun hain bey.' 'Tum toh Kanupriya ke shaadi mein aaye nahi.' 'Chaala do sab baan.' 'Doga ke saath bhaagh gayi.' 'Patibrata stree toh ek fashion hain, zamaana kulta o ka hain.' Going to Canada for forever ! 'Adultery is not a crime anymore.' Whenever there is a gap, the third person generally fills up the gap. 'Lo laag gayi lanka.' 'Aap ka dost banne mein kitna time laagega.' Woh Neha toh dump kar ke chali gayi, par phir se aayi ek ladki jish ka naam hain Neha. Again, it is "PATI PATNI AUR WOH" !

No comments:

Post a Comment